"BirthDay Wishes" Greetings 4U🎁


"BirthDay Wishes For Friend" 🎁

#Findstatus4u Popular # Tags || Guest Post Join Now Free : Instagram | FacebookPage

Funny Tongue Twister Challenge in English



funny-tongue-twister-challenge-in-english


"Chahat hai kisi chahat ko pane ke chahat hai chahat ko aazmane ke, Wo chahe hume chahe na chahe per chahat hai un ke chahat me mit jane ki."

"Dubey dubai mein doob gaya."

Funny Tongue Twisters In Hindi,Tongue Twisters In English,Difficult Tongue Twisters, Tongue Twister Challenge,Tongue Twisters In English For School Students,Easy Tongue Twisters In English,Tongue Twisters In English For Kids,Short Tongue Twisters, Tongue Twister Words, Tongue Twisters Examples, Funny Tongue Twisters In English, Tongue Twisters Examples, Hard Tongue Twisters

Ek chini aurat ne chini ke piyale main chinee layi.

"Ek Bholi Bhali Babhi Ne Bara Bajey Ghanti Bajai aur Bholi Bhabhi ke Bacchi ke saath Bhujia Banai."

"Kuccha papita Pukka papita."

"PAKE PED PE PAKA PAAPITA, PAKA PED YA PAKA PAAPITA, PAKE PED KO PAKDE PINKOO, PINKOO PAKDE PAKA PAPITA."

"Pital ke patile mein papita pila pila."

"Chanda chamke cham cham, Cheekhe chaukanna chor, Chiti chaate chini, Chakori chini khor."

"Nandu ke Nana Ne Nandu ki Nani
ko, Nand Nagari me Nagin dikhai."

"Chacha ke chaure chabutre par, Cheel ne chuhe ko chonch se chabaa daala."

"Nandangarh mein Nandu ke Naana ne, Nandu ki Naani ko Nadiya kinare, Neem ke neeche Neeni karayi."

"Tap tipri tapu topa, Tipi tikiri tora tora, Tedi woda teki toka, Tipri tapu tora tora."

"Dali dali pe najar dali, Kisine achchi dali, kisine buri dali, Jis dali pe maine najar dali wohi dali kisine tod dali."

"Nazar nazar me har ek nazar me, Hume us nazar ki talash thi, Wo nazar mili to sahi par us nazar me ab wo nazar kahan thi."

"Tola Ram Tala Tol ke Tel mein Tul gaya, Tula hua Tola Tale ke Tale hue Tel mein Tala gaya."

"Mar ham bhi gaye Marham ke liye, Marham na mila, Hum dam se gaye Humdam ke liye."

"Samajh samajh ke samajh ko samjho, Samajh samajh ke samajh ko samajhna hi samajh hai, Jo samajh ko samajh kar bhi na samajhe Voh kya hai? Nasamajh hai."

"Chandu ke chacha ne chandu ki chachi ko chandni chowk mein chaandi ki chammach se chatni chackaee."

"Jo hase ga wo fase ga,
Jo fase ga wo hase ga."

"Chaar Kachari Kachchee Chacha, Chaar Kachari Pakke, Pakki Kachari Kachchee Chacha, Kachchee Kachari Pakkee."

"Khadak Singh ke khadkane se khadakti hain khidkiyan, Khidkiyon ke khadakne se khadakta hai Khadak Singh."

"Unth uncha, Unth ki peeth unchi. Unchi poonchh unth ki."